jump to navigation

Dushman-E-Jaan – دشمن جاں کوئی مہمان

Comments»

1. shahid mirza shahid - November 16, 2009

mohatarma farzana sahiba
ek hindustani ka salaam qabool farmaye_n
kya khob likhati hai_n aap
dushaman-e-ja_n koi mehman banati hu_n mai_n
aaj farzana ko nadaan banati hu_n mai_n
wah wah
aur ye sher
shaam dhalne se mujhe dekh sahar hone tak
kaise ummeed ko armaan banati hu_n mai_n
hindi padh leti hai_n aap?
kabhi yaha_n bhi nazar daliyega

2. Farzana Khan - November 17, 2009

Bohut shukria janab, aap ki hosla’afzai par mamnoon hon, mujhe Hindi parhni nahi aati, mazrat…………salamat rahiye.

3. shahid mirza shahid - November 17, 2009

oh!
isiliye mere ek dost ka mashvara hai ki mujhe roman main likhna chahiye
khair
shukriya
aapki duaon ke liye
bas likhte rahiyega
allah ka inaam hai ki ham urdu padh lete hain

4. DeWaNi Se LaRkI - December 17, 2009

♥Aa Gayi Thi Ik Din Tanhaye Bhi Jazbaat Mein
Aank Sai Bhi Chand Boondein Gir Pari Barsaat Mein♥

5. WAQAS - July 29, 2011

AAP KAISI HAIN

6. M M Shaikh - July 9, 2014

ab aisi such aur aisi nadan si boli jane wali batein kahan sunne keliye milti hai ji………

Farzana Naina - July 27, 2014

😃

Farzana Naina - July 27, 2014

Ji

7. jamal dil - August 2, 2015

Baaz wash


Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.