jump to navigation

Faqat Ik Phool – فقط اک پھول

Faqat Ik Phool-Wordpress copy

i-dream-of.gif

“Faqat Ik Phool”

Parinde Laut’tey dekhe

Tau ye dhoka hua mujhko

Ke shayad justujo meri ya koi aarzoo meri

Tere dar se palat aayi

Mujhe tanha bayabaan se guzerte lag raha hai dar

Judai ke shajer ki ab hifazat bas se bahir hai

Ye paani aakh se girta agar sailaab ho jaye

Ye peeli dhoop, mehki rut, saraab O khwab ho jaey

Tau phir is tishna rawish mein phoot’ti

Kaliyon ke sab naghme………

Sunane ko tarasti khwahishein nakaam thehrein gi

Misaal E raftagaan, jaate huey mehke huey lamhe

Khizaan ke zard pat’ton ke liye hi qarz le aao

Musalsal jo udaasi par udaasi yun barasti hai

Kahein murjha na de……………..

Sar sabz is shakh e mohabbat ko !

Ta’aluq ki bhi meri jaan Ik mei’aad hoti hai

Phir uske baad …………………

Har badhan se….Rooh Azaad hoti hai

Khizaan ki jeet se pehle, zara ye dhiyaan ker lena

Ke seene mein mera dil hai…..

Faqat Ik Phool … !!!

‘Farzana Naina’

Comments»

1. hassan shahid - April 13, 2009

rose for you my love

2. waqas ahmed - May 13, 2009

love wqas ahmed iam italy

3. waqas ahmed - May 13, 2009

haat kanton say karliye zakhmi phool baloon main ik sjanay ko
\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\loveahmed57@ymail.com/////////////////////////////zamanay bhar say na lartay tu aur kiya kartay tu aur kiya kartay joo tujh say piyaar na kartay tu aur kiya arrtay /////////***************************ààààààààààà€€€€€€€€€€€€€€€€€€€€€€€
llllllllllllllllllooooooooooooooooovvvvvvvvvvvvvvvveeeeeeeeeeee yyyyooooouuuuu

4. waqas ahmed - May 13, 2009

miss call me 00393298057725

5. farhan feda jameel - October 6, 2009

Kaun kis sey juda hoti hai
Haar sey khodi kion khata kerti hai

Phoool tu kantoon mein behoot mahkaa kertey haien
her ek moskaaan osi ki hazaar khoshiiyon bhari mahfil sokhon hoti hai

kion judaiyoon ko gerft lagaey rekhee hoooo sebhii
ek ashiq hooo to hazaar mehboobaa duaein ki mahfil bana leyti hai

6. abdul - November 23, 2009

apna kheyal rakhan take care

7. tassawarnadeem - September 18, 2012

buhat pyari ghazal hai


Leave a reply to farhan feda jameel Cancel reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.